SEARCH RESULTS
Showing search results for "alast"
Ghazal MATCHES FOR "alast"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
zarra zarra hai yahaa.n ik katba-e-sirr-alast
aap hii vaaqif nahii.n hai.n rasm-e-KHatt-e-raaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
mai-KHaana-e-alast kaa vo ri.nd huu.n 'fanaa'
jis par nigaah Daal dii mastaana kar diyaa
Fana bulandshahri
Ghazal
kisii sharaab kii ho kyaa talab 'jaliil' mujhe
mai-e-alast kaa ab tak KHumaar baaqii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mast-e-alast qulzum-e-hastii me.n aa.e hai.n
misl-e-habaab apnaa piyaala bhare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye dahr bhii to hai mai-KHaana-e-alast-numaa
raho yahaa.n bhii kisii ri.nd-e-paarsaa kii tarah
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jo chashm-e-mast se chhalkaa ke de alast kii mai
tire sivaa ko.ii duniyaa me.n saaqiyaa na milaa
Darshan Singh
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
letaa hai jaan merii to me.n sar-ba-dast huu.n
ai yaar mai.n to kushta-e-roz-e-alast huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shumama Ufuq
Ghazal
miraa yaqiin ki yaum-e-alast me.n 'kaashif'
kiyaa gayaa hame.n baaham yahii mohabbat hai
Kashif Rafiq
Ghazal
Hidayatullah
Ghazal
nazar ko tuur banaa dil ko markaz-e-asraar
Gam-e-alast se aish-e-davaam paidaa kar
Shatir Hakeemi
Ghazal
KHudii ko bhuul ke mast-e-alast ho jaanaa
milaa hai faiz ye KHum-KHaana-e-muGaa.n se hame.n