SEARCH RESULTS
Showing search results for "ameer-khusrau"
Ghazal MATCHES FOR "ameer-khusrau"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
vo ajnabii kii tarah aaj ham se milte hai.n
tamaam umr jo 'KHusrav' hamaare saath rahe
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
vaqt kyaa vaqt se ummiid-e-karam kyaa 'KHusrav'
vaqt haalaat kaa KHud marsiyaa.n-KHvaa.n hai ab ke
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
chaman me.n paikar-e-KHushbuu mile ka.ii 'aamir'
pa kyaa karuu.n ki usii mushkbuu kii 'aadat hai
Mohammad Amir
Ghazal
ummiid fasl-e-gul kii fazaa.o.n ko ho ga.ii
gulshan ko apnii KHushbuu se bahkaa rahe hai.n aap
Euphonic Amit
Ghazal
is liye sab se alag hai mirii KHushbuu 'aamii'
mushk-e-mazduur pasiine me.n liye phirtaa huu.n
Imran Aami
Ghazal
'iqbaal' jab se phuul hai.n gul-daan ke asiir
KHushbuu u.Dii u.Dii sii hai aur rang zard hai.n
Iqbal Haider
Ghazal
bhiinii KHushbuu sulagtii saa.nso.n me.n
bijliyaa.n bhar ga.ii hai.n haatho.n me.n
Aashufta Changezi
Ghazal
tiraa KHayaal thaa lafzo.n me.n Dhal gayaa kaise
dilo.n me.n sham-e-Gazal ban ke jal gayaa kaise
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
sub.h aatii hai masarrat ke payaamaat liye
zindagaanii ke mahakte hu.e naGmaat liye
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
baarish nahii.n laatii kabhii aflaak se KHushbuu
KHud jhuum ke uThtii hai isii KHaak se KHushbuu
Raoof Ameer
Ghazal
ba.Dhii jo umr to haalaat ne bhii ruKH mo.Daa
ab un se aane lagii daadaa jaan kii KHushbuu
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
vo mohabbat na sahii dard-e-mohabbat hii sahii
kuchh to mil jaa.e hame.n aap kii nafrat hii sahii
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
is daur se KHuluus mohabbat vafaa na maa.ng
sahraa se ko.ii saaya ko.ii aasraa na maa.ng
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
hasb-e-farmaan-e-amiir-e-qaafila chalte rahe
paa-ba-jaulaa.n diida-o-lab-doKHta chalte rahe