SEARCH RESULTS
Showing search results for "amla"
Ghazal MATCHES FOR "amla"
Ghazal
aa.nkh har shaKHs ko tasviir kaa imlaa bole
ek hii shaKHs ko itnaa nahii.n dekhaa jaataa
Fahmi Badayuni
Ghazal
bhaTke phire do amla-e-dair-o-haram me.n ham
is samt kufr us taraf islaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
KHud Galat vo qaul-o-fe.al un kaa Galat
KHat Galat inshaa Galat imlaa Galat
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
hai jalva-gar-e-dair-o-haram zaat tumhaarii
Thahrii hai do amla me.n mulaaqaat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
baat aur bevhaar hii se jaan sakte hai.n ise
ilm kii imlaa likhii jaatii nahii.n poshaak par
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
kahaa.n qalme.n davaate.n aur imlaa
kahaa.n ab taKHtiyaa.n kuchh bhii nahii.n hai
Shahzad Faiz
Ghazal
naama-e-jaanaa.n hai yaa likkhaa mirii taqdiir kaa
KHat kii inshaa aur hai likhne kii imlaa aur hai
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
jaane 'sarmad' kaun likhtaa hai kitaab-e-zindagii
KHat Galat inshaa Galat maa'nii Galat imlaa Galat
Sarmad Sahbai
Ghazal
vo ik varaq-e-saada jo sau.np aa.e the tujh ko
us par tirii nam aa.nkho.n kaa imlaa bhii bahut hai
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
KHush hai.n to phir musaafir-e-duniyaa nahii.n hai.n aap
is dasht me.n bas aabla-paa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
jis taraf bhii chal pa.De ham aabla-paayaan-e-shauq
KHaar se gul aur gul se gulsitaa.n bantaa gayaa