SEARCH RESULTS
Showing search results for "ammaara"
Ghazal MATCHES FOR "ammaara"
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yaa-alii kah kar but-e-pindaar to.Daa chaahiye
nafs-e-ammaara kii gardan ko maro.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
safaa hu.aa na riyaazat se nafs-e-ammaara
ko.ii najaasat-e-sag kaa izaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nafs-e-ammaara saa rakhtaa hai ye sarkash dushman
aadmii ke liye Gaafil nahii.n rahnaa behtar
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
ham apnaa nafs-e-ammaara samajhne se rahe qaasir
kitaab-e-nafs pa.Dh kar aage aflaatuun se nikle
Shahnawaz Noor
Ghazal
nafs-e-ammaara se nafs-e-mutma.inna tak kii rah
aatishii.n mausam zamii.n pur-KHaar aur tanhaa safar
Javed Jamil
Ghazal
insaan kaa bas nafs-e-ammaara muKHarrab hai
laa-haul valaa quvvat shaitaa.n kise kahte hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
KHuubii-e-ahl-e-duval daulat-o-hashmat se nahii.n
mutavaaze ho yahii hai umaraa kii KHuubii
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
nafs-e-ammaara ko quvvat se kuchal de apnii
varna takliif tujhe ahd-e-javaanii degaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
ja.ng jaarii hai merii nafs-e-amaara se hanuuz
jab se dekhaa tujhe barsaat ke aa.iine me.n
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
KHudaa madad ki ye shaitaan nafs-e-ammaara
mire uchhaale hu.e kankaro.n se uu.nchaa hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
mujh pe ye sabr-o-qanaa'at kaa hai ehsaan 'sahar'
nafs-e-ammaara ke narGe se nikal aayaa huu.n