SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "anaa.e.n"
Ghazal
hame.n hamaarii anaa.e.n tabaah kar de.ngii
mukaalme kaa agar silsila nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Yasmeen Habeeb
Ghazal
anaa.e.n tark karne kaa safii' bas ek rasta hai
idhar se mai.n agar nikluu.n udhar se tuu nikal aa.e
Afzal Safi
Ghazal
Rubab Abidi
Ghazal
pahle bhii bichha.Dne kaa anaa.e.n hii sabab thii.n
rishto.n me.n anaa.o.n kaa ifaada to nahii.n thaa
Shahid Mahmood
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
mujh ko isii dhun me.n hai har lahza basar karnaa
ab aa.e vo ab aa.e laazim unhe.n aanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
sunaa hai hame.n vo bhulaane lage hai.n
to kyaa ham unhe.n yaad aane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
is nazaakat kaa buraa ho vo bhale hai.n to kyaa
haath aave.n to unhe.n haath lagaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
phir kaun bhalaa daad-e-tabassum unhe.n degaa
ro.e.ngii bahut mujh se bichha.D kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
vo phuul jo mire daaman se ho ga.e mansuub
KHudaa kare unhe.n baazaar kii havaa na lage