SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "anaa.o.n"
Ghazal
mah-jabiino.n kii adaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
is kaa matlab hai balaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
apnii majruuh anaa.o.n ko dilaase de kar
haath me.n kaasa-e-KHairaat liye phirte hai.n
Aitbar Sajid
Ghazal
na bulaa.o to bulaataa hii nahii.n hai ko.ii
jis ko dekho vo anaa.o.n me.n ghiraa rahtaa hai
Zakariya Shaz
Ghazal
rakh de na kaaT kar kahii.n saare vajuud ko
KHud-saaKHta anaa.o.n kii talvaar se bacho
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
Diya Jeem
Ghazal
mai.n apnii anaa.o.n me.n giraftaar bahut huu.n
kahtaa to nahii.n taalib-e-diidaar bahut huu.n
Shahid Mahmood
Ghazal
Nasir Maroof
Ghazal
pahle bhii bichha.Dne kaa anaa.e.n hii sabab thii.n
rishto.n me.n anaa.o.n kaa ifaada to nahii.n thaa
Shahid Mahmood
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
kuchh bhii kaho sab apnii anaa.o.n pe a.De hai.n
sab log yahaa.n suurat-e-asnaam kha.De hai.n
Asghar Abid
Ghazal
duur mujh se kar diyaa kitnaa anaa.o.n ne use
mere shaano.n par lagaa meraa hii sar lagtaa na thaa
Mohammad Naim Jawed Naim
Ghazal
ham apnii anaa.o.n kaa bharam rakhte hai.n 'shahnaaz'
har baat pe tuufaan uThaayaa nahii.n jaataa
Shahnaz Muzammil
Ghazal
Azhar Kamal Khan
Ghazal
Shafiq Saleemi
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
sab KHauf o.Dh so.e anaa.o.n ke KHol me.n
uryaa.n saro.n pe shauq kaa chhappar na aa gire
Saleem Waqif
Ghazal
charaaG-paa nahii.n hote jafaa-e-dauraa.n se
Gariib log anaa.o.n se jhuuT bolte hai.n