SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaar"
Ghazal MATCHES FOR "anaar"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kisii kii tursh-ru.ii kaa sabab yahii to nahii.n
achaar lemuu. anaar aam TaaTrii imlii
Shahzad Qais
Ghazal
puuchhe hai kyaa halaavt-e-talKHaaba-e-sarishk
sharbat hai baaG-e-KHuld-e-barii.n ke anaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
malte hai.n haath, haath lage.nge anaar kab
joban kaa un ke dekhiye hogaa ubhaar kab
Aagha Akbarabadi
Ghazal
dil me.n KHushii ke phuuTte yuu.nhii rahe.n anaar
terii ha.nsii kii yuu.nhii sadaa phulja.Dii rahe
Zakariya Shaz
Ghazal
lab us ke pista zaqan seb aa.nkhe.n hai.n baadaam
khule jo daa.nt ha.nsii me.n nazar anaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
bhuule hai.n apne farz ko ye KHvaajgaan-e-hind
haq dene me.n bhii karte hai.n inkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shagufta chehra aur is par tapaa.n tapaa.n aariz
ko.ii anaar chhuTaa hai yaqii.n nahii.n aataa
Raj Kumar Qais
Ghazal
niim ke pe.D par bhii kyaa tum ne
lagte dekhaa kabhii anaar hai kyaa
Zubair Ahmad Tanha Malik Rampuri
Ghazal
tere ye jaa.n-nisaar-o-talab-gaar dekh kar
hairaa.n huu.n ek anaar sau biimaar dekh kar