SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaar"
Nazm MATCHES FOR "anaar"
Nazm
hubb-e-watan
aa ke kaabul se yaa.n bihii-o-anaar
ho nahii.n sakte baarvar zinhaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
bahut se zaaviyo.n se aa.iina dikhaayaa thaa
isii zamii.n pe Dhalii hai mirii hayaat kii shaam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
guDDe miyan ki shadi
lagii guu.njne gaane baaje se raat
anaar aur chhachhuu.ndar chhuTaate hu.e
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
shab-KHun
chaa.nd aasmaa.n kii sej pe soyaa hu.aa milaa
ra.ng-e-gul-e-anaar me.n luth.Daa hu.aa milaa
Muneer Niyazi
Nazm
shab-baraat
kyaa kyaa anaar chho.De hai.n bishnii ho ruu-ba-ruu
ai bii tum apnii kulhiyaa hame.n chho.Dne ko do
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mohabbat ke is be-karan safar mein
aur kabhii murjhaa.ii hu.ii pa.nkhu.Dii
kabhii anaar, kabhii maahtaab aur kabhii phuljha.Dii
Perwaiz Shaharyar
Nazm
shisha-e-saat ka ghubar
pachaas paise ke anaar ke labo.n pe ek qatra naar rakh dii
KHaak ko ye garm bosa kab nasiib thaa!
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
anar-kali
har sadaa ik ajnabii ehsaas kaa aa.iina hai
aaj tere Gam se faariG ho ke mai.n
Yusuf Zafar
Nazm
yak-nikati agenda
jaanvariyat hamaare dil-o-dimaaG me.n utar ga.ii hai
ab to andar baahar hajaamat kii zaruurat hai
Mohammad Haneef Rame
Nazm
pahaDi ki aaKHiri sham
aur anaar ke daraKHto.n me.n
qazzaaqo.n ke chaaquu chamakte hai.n
Qamar Jameel
Nazm
anar
mai.n andar se aa.u.ngaa tum ko pasand
mire peT me.n surKH motii hai.n band
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
din phaila hai
aur bhaag rahaa hai chhoTe shahro.n kii manDii tak
bhaagte bhaagte surKH anaar me.n Dhal jaa.egaa
Asghar Nadeem Syed
Nazm
lafzon ki tijarat
yak-shabii nii.nd ke tasavvur me.n uu.nghtaa hai
KHizaa.n-rasiida anaar kaa ik shajar kha.Daa hai
Jabbar Jameel
Nazm
mister koi nahin
khaa.e aaKHir kis ne mere seb anaar aur ber
mister ko.ii nahii.n ye bole ham ko kyaa ma.aluum