SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjaan"
Ghazal MATCHES FOR "anjaan"
Ghazal
aa.nkhe.n hii milaatii hai.n zamaane me.n dilo.n ko
anjaan hai.n ham tum agar anjaan hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
jin ke liye apne to yuu.n jaan nikalte hai.n
is raah me.n ve jaise anjaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kitne anjaan hai.n kyaa saadgii se puuchhte hai.n
kahiye kyaa merii kisii baat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
anjaan ban ke puuchhte ho hai ye kab kii baat
kal kii hai baat yaar abhii kal kii baat hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
yak jaan na ho sakiye anjaan na ban sakiye
yuu.n TuuT ga.ii dil me.n shamshiir-e-shanaasaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum jaan ke bhii us ko na pahchaan sakoge
anjaane me.n vo aur hai jaanaa to ko.ii aur
Ibrahim Ashk
Ghazal
us ne zaahir na kiyaa apnaa pashemaa.n honaa
ham bhii anjaan rahe ham ne bhii pursish nahii.n kii
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
tuu ki anjaan hai is shahr ke aadaab samajh
phuul ro.e to use KHanda-e-shaadaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
dard ke mausam kaa kyaa hogaa asar anjaan par
dosto paanii kabhii ruktaa nahii.n Dhalvaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
tuu mere haal se anjaan kab hai ai duniyaa
jo baat kah nahii.n paayaa samajh rahii hai naa
Afzal Khan
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kaan baato.n kii taraf aa.nkh hai kaamo.n kii taraf
ho ke anjaan miraa zikr sunaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
bahut hamdard hai.n mere magar anjaan hai.n sab
mire zaKHmo.n kii haalat ko rafuugar jaantaa hai