SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjaane"
Ghazal MATCHES FOR "anjaane"
Ghazal
anjaane saa.e phirne lage hai.n idhar udhar
mausam hamaare shahr me.n kaabul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
jaan ke sab kuchh kuchh bhii na jaane.n
hai.n kitne anjaane log
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
tum jaan ke bhii us ko na pahchaan sakoge
anjaane me.n vo aur hai jaanaa to ko.ii aur
Ibrahim Ashk
Ghazal
jo pii sake na surKH labo.n kii tajalliyaa.n
duniyaa ke tajrabaat se anjaane ban ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n kab se mauqe kii taaq me.n huu.n us ko
jaan-e-man kah duu.n jaane anjaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
jo log aate hai.n milne tire havaale se
na.e to hote hai.n anjaane tho.Dii hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
ab tak jo saraab aa.e the anjaane me.n aa.e
pahchaane hu.e rasto.n kaa dhokaa bhii to dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
vo ajab shaKHs thaa kal jis se mulaaqaat hu.ii
mai.n milaa huu.n kisii jaane hu.e anjaane ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
loTtaa hai jab bhii siine par shanaasaa.ii kaa saa.np
lahr uThtaa hai badan me.n ek anjaane kaa dukh
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ek lamhe ke jaziire me.n qayaam aisaa thaa
jaise anjaane zamaano.n ke safar me.n ham the