SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "anjaane"
PAGE MATCHES FOR "anjaane"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "anjaane"
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
jaan ke sab kuchh kuchh bhii na jaane.n
hai.n kitne anjaane log
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
tum jaan ke bhii us ko na pahchaan sakoge
anjaane me.n vo aur hai jaanaa to ko.ii aur
Ibrahim Ashk
Ghazal
jo pii sake na surKH labo.n kii tajalliyaa.n
duniyaa ke tajrabaat se anjaane ban ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n kab se mauqe kii taaq me.n huu.n us ko
jaan-e-man kah duu.n jaane anjaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
jo log aate hai.n milne tire havaale se
na.e to hote hai.n anjaane tho.Dii hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
ab tak jo saraab aa.e the anjaane me.n aa.e
pahchaane hu.e rasto.n kaa dhokaa bhii to dekhuu.n