SEARCH RESULTS
Showing search results for "aqiide"
Ghazal MATCHES FOR "aqiide"
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
itnii KHuu.n-KHaar na thii.n pahle ibaadat-gaahe.n
ye aqiide hai.n ki insaan kii tanhaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye log apne aqiide se pyaar karte hai.n
isii liye to aqiidat nahii.n hu.ii mujh se
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
sar jhukaataa huu.n to martaa hai 'aqiida meraa
aur 'aqiide ko bachaataa huu.n to sar kaTtaa hai
Muhib Wafa
Ghazal
ai shaiKH apne apne aqiide kaa farq hai
hurmat jo dair kii hai vahii KHaanqaah kii
Zaheer Dehlvi
Ghazal
na dil bharaa kabhii haq se na raabte TuuTe
magar aqiide jo baatil ke saath the TuuTe
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
vo hukm ki hai aql-o-aqiide pe muqaddam
chhuTne hii nahii.n detaa muqaddar kaa a.ndheraa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Faisal Azeem
Ghazal
saare aqiide habs ke ma.abad hai.n jin me.n
kabhii havaa kaa jho.nkaa tak bhii aayaa na
Ahmad Faqih
Ghazal
musallimaat se kyuu.n qasd-e-inhiraaf kyaa
‘aqiide TuuT pa.De hai.n mire savaalo.n par
Ezaz Afzal
Ghazal
hamaaraa aks bhii qaatil hame.n nazar aaya
hamaare jab se aqiide badal ga.e yaaro
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho