SEARCH RESULTS
Showing search results for "aql-e-avval"
Ghazal MATCHES FOR "aql-e-avval"
Ghazal
ahmad aur ahmad-e-be-miim kaa pardaa kyaa hai
aql-e-avval ko bhii hairat hai mu.ammaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
'parvii.n' jalaa.o sham-e-amal gor ke liye
suuraj kaa nuur chaa.nd ke vahaa.n chaa.ndnii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
samajh me.n KHaak aa.e aql kii baat
ga.e hosh-o-KHirad aayaa jahaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
palaT ke jaanib-e-ahl-o-ayaal dekhtaa huu.n
kabhii jab apne lahuu me.n ubaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
Maikash Akbarabadi
Ghazal
zamiin-e-qibla-e-avval tujhe KHudaa rakhe
ki dil hu.aa hai tire Gam me.n paaraa paaraa miraa
Abdurrahman Wasif
Ghazal
himmat-afzaa.ii na jab ummaal-e-ma.amuulii ne kii
pahu.nchii rishvat afsaraan-e-darja-e-avval ke paas
Shauq Bahraichi
Ghazal
qaamat-e-jaanaa.n hai miil-e-manzil-e-avval mujhe
kaakul-e-shab-guu.n hai jaada vaadii-e-aafaat kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
zinda the jitne KHilqat-e-avval se pahle log
zinda rahe.nge itne qayaamat ke baad bhii
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
roz-e-avval se ajal khel rahii hai shatranj
mujh ko shah ho bhii chukii maat abhii baaqii hai
Farasat Rizwi
Ghazal
roz-e-avval kaa thakaa haaraa musaafir ik din
bojh kaa.ndho.n se giraataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
thii na lazzat suKHan-e-avval me.n
zaa.iqa harf-e-mukarrar me.n na thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
roz-e-avval se yahii kartaa rahaa hai aadmii
sochtaa kam aur ziyaada boltaa hai aadmii