SEARCH RESULTS
Showing search results for "arsh-taa-farsh"
Ghazal MATCHES FOR "arsh-taa-farsh"
Ghazal
arsh-taa-farsh phiraayaa gayaa kuucha kuucha
ab KHudaa jaane mirii KHaak kahaa.n rakhte hai.n
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
le arsh se taa-farsh na.e rang na.e Dha.ng
har shakl ajaa.ib hai har ik shaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
le arsh se taa-farsh jo raushan hai tilismaat
ye nuur sab us nuur kii chhalnii se chhanaa hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'arsh' us kii sard-mehrii taa-dam-e-aaKHir rahii
dil hu.aa ThanDaa na saaraa jism ThanDaa ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
rau.nd Daalaa hai zamiin-e-sher se taa-charKH-e-fikr
rok le 'arsh' ab inaan-e-tausan-e-chaalaak ko
Meer Kallu Arsh
Ghazal
parvaaz taa-ba-arsh agar tuu ne kii to kyaa
sayyaad-e-marg hai tirii nit ghaat me.n lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
az-farsh taa-ba-arsh munavvar usii se hai
aisii chamak hai rauza-e-aalii-janaab kii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
husn ko denaa 'payaamii' shaa.erii kaa pairahan
farsh se taa-arsh mauj-e-rang kaa tuufaan hai
Taj Payami
Ghazal
farsh par arsh kii azmat kii daliil-e-mohkam
KHalq par rahmat-e-KHaaliq kii sabiil-e-mohkam
Jaleel 'Aali'
Ghazal
parda-e-fikr pe har aan chamakte the nujuum
farsh taa arsh ko.ii maah-liqaa chaltii thii
Hasan Naim
Ghazal
hai abhii duur bahut duur hamaarii manzil
hukm hai farsh se taa-arsh-e-mu.allaa ham ko