SEARCH RESULTS
Showing search results for "arsh-taa-farsh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "arsh-taa-farsh"
Ghazal
arsh-taa-farsh phiraayaa gayaa kuucha kuucha
ab KHudaa jaane mirii KHaak kahaa.n rakhte hai.n
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
le arsh se taa-farsh na.e rang na.e Dha.ng
har shakl ajaa.ib hai har ik shaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
le arsh se taa-farsh jo raushan hai tilismaat
ye nuur sab us nuur kii chhalnii se chhanaa hai
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
farsh se le 'arsh tak
फ़र्श से ले 'अर्श तकفَرْش سے لے عَرْش تَک
زمین سے آسمان تک، ہر جگہ
MORE MATCHES FOR "arsh-taa-farsh"
Nazm
fana
le arsh taa-ba-farsh chamaktaa hai jis kaa nuur
guzre hai un kii qabr pe jab vahsh aur tuyuur
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'arsh' us kii sard-mehrii taa-dam-e-aaKHir rahii
dil hu.aa ThanDaa na saaraa jism ThanDaa ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
rau.nd Daalaa hai zamiin-e-sher se taa-charKH-e-fikr
rok le 'arsh' ab inaan-e-tausan-e-chaalaak ko
Meer Kallu Arsh
Ghazal
parvaaz taa-ba-arsh agar tuu ne kii to kyaa
sayyaad-e-marg hai tirii nit ghaat me.n lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
az-farsh taa-ba-arsh munavvar usii se hai
aisii chamak hai rauza-e-aalii-janaab kii