SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashqiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "ashqiyaa"
Ghazal
jab nainvaa me.n raat thii aur bujh ga.e charaaG
tab ashqiyaa ne KHauf se KHema jalaa diyaa
Imran Rahib
Ghazal
ishqiya kahe sher o yaa mad.h-o-manaaqib
aalam kaa banvaa.Daa kahe shaa.ir nahii.n hai bhaaT
Waliullah Muhib
Ghazal
likhe hai.n apne muqaddar me.n itne ishq ki log
hamaare shero.n ko sab ishqiiya samajhte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
palaT ke suu-e-chaman dekhne se kyaa hogaa
vo shaaKH hii na rahii jo thii aashiyaa.n ke liye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe