SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashru"
Ghazal MATCHES FOR "ashru"
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
tamaam muddat miraa ye shikva rahaa kiran se
ki us ne mujh par nazar na Daalii kabhii gagan se
Ashu Mishra
Ghazal
baiThnaa saahil pe dariyaa kii ravaanii dekhnaa
aur KHaalii vaqt me.n filme.n puraanii dekhnaa
Ashu Mishra
Ghazal
dil ko ab hijr ke lamhaat me.n Dar lagtaa hai
ghar akelaa ho to phir raat me.n Dar lagtaa hai
Ashu Mishra
Ghazal
dil kii tarah hii ab mirii duniyaa KHaraab hai
so apnaa haal in dino.n achchhaa KHaraab hai
Ashu Mishra
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
tumhaarii shakl kisii shakl se milaate hu.e
mai.n kho gayaa huu.n nayaa raasta banaate hu.e
Ashu Mishra
Ghazal
mere suKHan me.n tabhii falsafa ziyaada hai
ki mai.n ne likkhaa bahut kam pa.Dhaa ziyaada hai
Ashu Mishra
Ghazal
tumhaare saath ye qissa kabhii kabhaar kaa hai
magar ye hijr mire saath baar-baar kaa hai
Ashu Mishra
Ghazal
aisii bhii kyaa u.Dii hai KHabar dekh kar mujhe
sab pherne lage hai.n nazar dekh kar mujhe
Ashu Mishra
Ghazal
raahbar raah-numaa ko.ii nahii.n hotaa hai
raah-e-ulfat me.n sagaa ko.ii nahii.n hotaa hai
Ashu Mishra
Ghazal
lutf ba.Dhtaa hai safar kaa dost kam raftaar se
mai.n bhii KHush hotaa huu.n tere aarzii inkaar se
Ashu Mishra
Ghazal
laakho.n kii bhii.D me.n bhii ko.ii ham-nafas na ho
allaah terii KHalq kaa matlab qafas na ho
Ashu Mishra
Ghazal
ek muddat se hame.n nii.nd na aa.ii 'aashuu'
umr ik kaaT dii ham ne bhii sahaare shab ke