SEARCH RESULTS
Showing search results for "asp"
Ghazal MATCHES FOR "asp"
Ghazal
u.Dtaa hai shauq-e-raahat-e-manzil se asp-e-umr
mahmez kahte hai.nge kise taaziyaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
duniyaa kaa ko.ii daaG mire dil ko kyaa lage
maa.ngaa na ik diram bhii kabhii is baKHiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
gar aish se ishrat me.n kaTii raat to phir kyaa
aur Gam me.n basar ho ga.ii auqaat to phir kyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mire mulaazim o KHargaah asp aur shatranj
sab aa.e.n nazm se maatam-kunaa.n mire piichhe
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
banaa hu.aa hai ta'alluq saa ustuvaarii kaa
mire tavaaf se is mehvar o madaar ke biich
Ejaz Gul
Ghazal
du.aa kii raakh pe marmar kaa itr-daa.n us kaa
gaziidgii ke liye dast-e-mehrbaa.n us kaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
jo kuchh hai husn me.n har mah-laqaa ko aish-o-tarab
vahii hai ishq me.n har mubtalaa ko aish-o-tarab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
saje hu.e hai.n piyaada o asp o fiil tamaam
bichhii hu.ii hai bisaat-e-jahaa.n kahaa.n gayaa mai.n
Ejaz Gul
Ghazal
is shahr-e-kaj-kulaah ke aasaar dekhnaa
aur KHud ko be-ridaa sar-e-baazaar dekhnaa
Ishrat Afreen
Ghazal
asp-e-ravaan-e-ahd-e-javaanii kii manzile.n
vo meraa ham-rikaab me.n paa-ba-rikaab thaa
Aasi Faiqi
Ghazal
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Ghazal
kar kuchh aisaa ki tirii KHaak me.n parvaaz aa.e
ab ko.ii asp-e-falak-e-sair isii tausan se nikaal
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n dekh luu.ngaa tire asp tere zor-aavar
bas ek baar tuu apnii hado.n se baahar aa