SEARCH RESULTS
Showing search results for "atal"
Ghazal MATCHES FOR "atal"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye zamii.n chaa.nd sitaaro.n kaa badal kaise ho
sochtaa mai.n bhii bahut kuchh huu.n amal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
hai dostii to mujhe izn-e-mezbaanii de
tuu aasmaa.n se utar aur mirii zamiin pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
iraada ho aTal to mo.ajaza aisaa bhii hotaa hai
diye ko zinda rakhtii hai havaa aisaa bhii hotaa hai
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
jab ki taqdiir aTal hai to du.aa kyaa ma.anii
zehn is falsafe ko hal nahii.n hone detaa
Rehana Roohi
Ghazal
haqiiqate.n to aTal hai.n badal nahii.n saktii.n
magar kisii kii tasallii se hausla hu.aa hai
Khalida Uzma
Ghazal
jaan-e-'shahzaad' tanhaa.iyaa.n hai.n aTal
aur baaqii kaa ye kaarvaa.n KHvaab hai
Farhat Shahzad
Ghazal
Ganesh Gaikwad Aaghaz
Ghazal
hazaar vaqt ke tuufaa.n ne Thokare.n maarii.n
magar chaTaan kii suurat aTal rahe hai.n ham
Shayar Jamali
Ghazal
maut insaan ke jiine kaa badal hotii hai
zindagaanii me.n hii poshiida ajal hotii hai
Aatish Raza
Ghazal
hausla kahte hai.n ik raah-e-amal detaa hai
hausla-mand to taqdiir badal detaa hai
Saadullah Khan Asar Malkapur
Ghazal
tirii shikast hai zaahir tiraa zavaal aTal
yahii hai teraa muqaddar ki apnii aag me.n jal