SEARCH RESULTS
Showing search results for "avval-e-shab"
Ghazal MATCHES FOR "avval-e-shab"
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
hai.n daur-e-jaam-e-avval-e-shab me.n KHudii se duur
hotii hai aaj dekhiye ham ko sahar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
kis liye bujhne lage avval-e-shab saare charaaG
aa.ndhiyo.n ne bhii agarche ko.ii saazish nahii.n kii
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
din kaa aaGaaz hu.aa aa.nkh me.n aa.nsuu aa.e
avval-e-shab kaa ziyaa.n aaKHir-e-shab yaad aayaa
Muqaddas Malik
Ghazal
kaise is dil ko mire chain milaa avval-e-shab
dard kii surma.ii shaamo.n pe zavaal aayaa kyuu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Rasa Chughtai
Ghazal
nigaah-e-naaz kaa kushta hu.aa jab avval-e-shab
mirii nazar me.n ye jaaduu-e-saamrii kyaa hai
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
merii qismat me.n faqat durd-e-tah-e-saaGar hii hai
avval-e-shab jaam merii samt vo laayaa nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nishaan-e-zaKHm pe nishtar-zanii jo hone lagii
lahuu me.n zulmat-e-shab u.ngliyaa.n bhigone lagii