SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayyaam-e-sheb"
Ghazal MATCHES FOR "ayyaam-e-sheb"
Ghazal
hasrat shabaab kii hai ayyaam-e-sheb me.n bhii
ma.aduum kii havas hai zaa.il ko Dhuu.nDte hai.n
Nazm Tabatabai
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ab nazar aate ho masjid me.n jabaab-e-'mehdii'
sheb me.n tum ko mubaarak ho musalmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
ye dam-e-sard hai kis kaa ki har ik naKHl-ba-baaG
yaad-e-be-bargi-e-ayyaam-e-KHizaa.n detaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
guzrii shab-e-shabaab hu.aa roz-e-sheb aKHiir
kuchh bhii KHabar hai qaafila aage nikal gayaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
mujh ko ka.abe me.n bhii hamesha shaiKH
yaad-e-ayyaam-e-but-parastii thii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
zindagii-bhar dahr kii naira.ngiyaa.n dekhaa kiye
gardish-e-ayyaam-o-daur-e-aasmaa.n dekhaa kiye
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mausam-e-sheb me.n be-faa.eda hai la.ab-e-shabaab
kab samar deve hai jo naKHl KHizaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
KHudaa kii maar vo ayyaam-e-shor-o-shar guzre
vo jin savaar thaa sar par ki sar se dar-guzre
Yagana Changezi
Ghazal
yakjaa nahii.n kitaab-e-hunar ke varaq hanuuz
ayyaam-e-harf-harf kaa daftar sameT le
Saleem Shahid
Ghazal
kaT sake saKHti-e-ayyaam-e-judaa.ii kyuu.nkar
Gair ko aa.e ilaahii mirii aa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
be-niyaazii kii vo KHuu jaise kabhii thii hii nahii.n
KHvaab the jaise vo ayyaam-e-tan-aasaanii bhii