SEARCH RESULTS
Showing search results for "az-rah-e-tafannun-e-taba.a"
Ghazal MATCHES FOR "az-rah-e-tafannun-e-taba.a"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
mai.n KHud hii chhe.D detaa huu.n az-raah-e-rasm-o-raah
dil kii KHirad ke saath la.Daa.ii gahe gahe
Amar Ruhani
Ghazal
bech aa.e ho suKHan bhii az-rah-e-naam-o-numuud
kis qadar hai shauq tum ko tamGa-o-alqaab kaa
Shehla Kaleem
Ghazal
Mohammad Tausif
Ghazal
merii tarah use bhii ko.ii justujuu rahe
az-raah-e-ehtiyaat gumaa.n chho.D jaa.uu.ngaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
khultaa hai faqat itnaa vo az-raah-e-muravvat
miltaa hai magar majlisii aadaab me.n Duubaa
Mustafa Shahab
Ghazal
apnii Galaazate.n thii.n ki az-raah-e-iltifaat
sailaab shahr ke dar-o-diivaar dho gayaa
Khalid Siddiqui
Ghazal
paanii me.n rahnaa hai to na rakkhe.n magar se bair
az-raah-e-maslahat sahii yaaraana chaahiye
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
itnaa mil letaa hai az-raah-e-takalluf hii sahii
ko.ii mausam miraa mausam nahii.n hone paataa
Sarwat Zehra
Ghazal
KHafagii bhii tirii az-raah-e-inaayat hai magar
log kyaa samjhe.nge is tarah KHafaa hone ko
Khwaja Shauq
Ghazal
kabhii talaash na zaa.e na raa.egaa.n hogii
agar hu.ii bhii to az-raah-e-imtihaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
bazm-e-aGyaar sahii az-rah-e-tanqiid sahii
shukr hai ham bhii kahii.n yaad kiye jaate hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
az-raah-e-ehtiyaat safar ko na KHatm kar
ye phuul hai.n ki aag qadam to jamaa ke dekh