SEARCH RESULTS
Showing search results for "az.haan"
Ghazal MATCHES FOR "az.haan"
Ghazal
patthar ke sanam bhii kabhii kuchh bol sake hai.n
ai but-shikan az.haan ke KHaamosh savaalo
Waheed Akhtar
Ghazal
ehsaas kii qindiil se az.haan hai.n raushan
lekin ye ujaalaa bhii jo kajlaa.e to kyaa ho
Anwar Minai
Ghazal
daanish-o-fahm kaa jo bojh sambhaale nikle
un ke az.haan pe afkaar pe jaale nikle
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
hijrat hu.ii az.haan pe kuchh aise musallat
vo ghar thaa jo ik baaG-e-iram bech rahe hai.n
Faizan Asad
Ghazal
is dahr me.n bulandii-e-az.haan-e-kund se
mai.n garche jaantaa thaa inhe.n faal kii kitaab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aaj 'ushba' log merii baat kyo.n sunte nahii.n
KHud ko kosuu.n yaa ki ro.uu.n aise kaj-az.haan par
Ushba Tabeer
Ghazal
is pe daa'vaa bhii ki ye kaar-e-masiihaa.ii hai
saare az.haan KHuraafaat me.n uljhe hu.e hai.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
ishq hai to ishq kaa iz.haar honaa chaahiye
aap ko chehre se bhii biimaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to mu.aanii ne baGaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ghuTan sii hone lagii us ke paas jaate hu.e
mai.n KHud se ruuTh gayaa huu.n use manaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
aahan me.n Dhaltii jaa.egii ikkiisvii.n sadii
phir bhii Gazal sunaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
ma.anii-e-dil kaa kare iz.haar 'akbar' kis tarah
lafz mauzuu.n bahr-e-kashf-e-mudda.aa miltaa nahii.n