SEARCH RESULTS
Showing search results for "azlam"
Ghazal MATCHES FOR "azlam"
Ghazal
fitna-juu bedaad-gar saffaak o azlam kiina-var
garm-ja.ng o garm-qatl o garm-kushtan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
munaafiqiin se azlaam se muqaabla hai
madiine vaale hai.n aur shaam se muqaabla hai
Iftikhar Haidar
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n
rag-e-miinaa sulag uTThii ki rag-e-jaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahu.nche.nge rahguzar-e-yaar talak kyuu.n kar ham
pahle jab tak na do aalam se guzar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
mai.n un me.n aaj tak kabhii paayaa nahii.n gayaa
jaanaa.n jo mere shauq ke aalam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
agar KHudaa ne banaane kaa iKHtiyaar diyaa
alam banaa.uu.ngaa barchhii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
chehre pe mire zulf ko phailaa.o kisii din
kyaa roz garajte ho baras jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aa.o ik sajda kare.n aalam-e-mad.hoshii me.n
log kahte hai.n ki 'saaGar' ko KHudaa yaad nahii.n