SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-lab"
Ghazal MATCHES FOR "ba-lab"
Ghazal
banda-e-mohr-ba-lab huu.n mai.n sanaa-KHvaa.n teraa
dil me.n rahtaa hai muqaffal Gam-e-pinhaa.n teraa
Josh Malsiani
Ghazal
ba-lab chuuse hu.e kyuu.n kar nahii.n hai.n
ki hai.n gul-barg lekin tar nahii.n hai.n
Naseem Dehlvi
Ghazal
auro.n me.n KHud ko jaan-ba-lab Dhuu.nDte rahe
Gairo.n me.n apnaa naam-o-nasab Dhuu.nDte rahe
Sohan Rahi
Ghazal
ek ek jharokaa KHanda-ba-lab ek ek galii kohraam
ham lab se lagaa kar jaam hu.e badnaam ba.De badnaam
Majeed Amjad
Ghazal
Nikhat Barelvi
Ghazal
jaa.n-ba-lab vaise hii the aur hame.n maar chalaa
dhuup ke saath kahaa.n saaya-e-diivaar chalaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
taa-ba-lab aa.ii fuGaa.n dil se jo taasiir ke saath
dushmanii ho ga.ii taqdiir ko tadbiir ke saath
Nawab Dehlwi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
chup the jo but savaal ba-lab bolne lage
Thahro ki qaus-e-barq-o-lahab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
ab ijaazat de ki mai.n huu.n jaa.n-ba-lab ai zindagii
maut aatii hai bas ab hadd-e-adab ai zindagii
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
Gam-ba-dil shukr-ba-lab mast o Gazal-KHvaa.n chaliye
jab tilak saath tire umr-e-gurezaa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n shikva ba-lab thaa mujhe ye bhii na rahaa yaad
shaayad ki mire bhuulne vaale ne kiyaa yaad