SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-tartiib"
Ghazal MATCHES FOR "ba-tartiib"
Ghazal
na KHushii aa.ii kabhii na ye tasalsul TuuTaa
ham ba-tartiib bikharte hii chale jaate hai.n
Sohail Shad
Ghazal
kal raat to tum bhii the hame.n yaad ba-tartiib
aaj uTThe hai.n KHud se hii faraamosh ai jaanaa
Atif Khan
Ghazal
kahii.n bhii kuchh bhii ba-tartiib thaa na vaazeh thaa
bas ek KHaaka-e-mub.ham saa thaa banaa laayaa
Shahram Sarmadi
Ghazal
dil ke be-tartiib viiraane ko ghar us ne kiyaa
phir nizaam-e-zindagii zer-o-zabar us ne kiyaa
Naushaba Nargis
Ghazal
us kaa naqsha ek be-tartiib afsaane kaa thaa
ye tamaashaa thaa yaa ko.ii KHvaab diivaane kaa thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
jab ba-taqriib-e-safar yaar ne mahmil baa.ndhaa
tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zarro.n kaa hai ye tuufaa.n be-chehragii ba-daamaa.n
zarro.n se ek chehra tartiib de rahaa huu.n
Zafar Hameedi
Ghazal
baahar baahar yuu.nhii nahii.n mai.n be-tartiib
tez havaa kaa jho.nkaa andar chaltaa hai
Shahid Kaleem
Ghazal
dekhiye charKH pe taare bhii hai.n kyaa be-tartiib
jaise bikhre hu.e Tuk.De mire paimaano.n ke
Qamar Jalalvi
Ghazal
ghar to saaraa be-tartiib pa.Daa thaa par
bas us keii yaado.n ko rakhaa ek taraf
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
is birhaa ke chaa.nd kii suurat ham bhii 'tariir'
raat ko katba ban sakte the nahii.n bane
Daniyal Tareer
Ghazal
rang phiikaa nazar aaya to kahaa mahfil me.n
jaa.o 'taalib' ko bulaa.o to ko.ii baat bane