SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.Dhe"
Ghazal MATCHES FOR "ba.Dhe"
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
phir vahii chhat par akele ham vahii ThanDii havaa
kitne andeshe ba.Dhe jab raat tuufaanii hu.ii
Jamal Ehsani
Ghazal
naaKHun ba.Dhe hu.e hai.n mire mujh se kar hazar
ye jaa ke dekh nail-cutter kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
tumhaare baad ka.ii haath dil kii samt ba.Dhe
hazaar shukr garebaa.n ko ham ne sii na liyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
apne huduud se na ba.Dhe ko.ii ishq me.n
jo zarra jis jagah hai vahii.n aaftaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
na ba.Dhe baat agar khul ke kare.n vo baate.n
baa.is-e-tuul-e-suKHan kam-suKHanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kabhii na hadd-e-adab se ba.Dhe the diida o dil
vo mujh se kis liye kis baat par KHafaa hogaa
Habib Jalib
Ghazal
aap ke KHauf se kuchh haath ba.Dhe hai.n lekin
dast-e-majbuur kii sahmii hu.ii bai.at kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
jab qadam us kaafir-e-bad-kesh kii jaanib ba.Dhe
duur pahu.nche sau qadam parhez-gaarii rah ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n ne zaraa sii baat kahii thii mazaaq me.n
tum ne zaraa sii baat ko itnaa ba.Dhaa liyaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
ba.Dhe chalo ki zamaane ko ye dikhaanaa hai
jahaa.n hamaare qadam hai.n vahii.n zamaana hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
ko.ii ba.Dhe na ba.Dhe ham to jaan dete hai.n
phir aisii chashm-e-tavajjoh hu.ii hu.ii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
dil ne dekhaa hai bisaat-e-quvvat-e-idraak ko
kyaa ba.Dhe is bazm me.n aa.nkhe.n uThaane ke liye