SEARCH RESULTS
Showing search results for "baTne"
Ghazal MATCHES FOR "baTne"
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
sahraa-pasand ho ke simaTne lagaa huu.n mai.n
andar se lag rahaa hai ki baTne lagaa huu.n mai.n
Munawwar Rana
Ghazal
yaziid-e-vaqt hu.aa jis gha.Dii se taKHt-nashii.n
hamaare naam ke KHanjar har ik me.n baTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
ilm jitnaa bhii ho kam pa.Dtaa hai insaano.n ko
rizq jitnaa bhii ho baTne ke liye hotaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Naseem Sahar
Ghazal
ab mai.n apnii zaat me.n baTne vaalaa huu.n
tum chaaho to dil ke hisse aa jaanaa
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
mujh me.n ab aur sakat baaqii nahii.n baTne kii
mai.n mayassar huu.n jise jitnaa Ganiimat samjhe
Faysal sahib
Ghazal
muusaa-o-KHizr ne tire baTne ke vaaste
gholaa hai barq-e-tuur ko aab-e-hayaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jin ko taariiKH kii nazre.n bhii kabhii chhuu na sake.n
batn-e-giitii me.n ka.ii aise zamaane ho.nge
Farigh Bukhari
Ghazal
mire qariib hii ik taaq me.n kitaabe.n thii.n
magar ye dhyaan kahii.n aur baTne vaalaa thaa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
har buu.nd nok-e-kilk kii detii hai dars-e-hosh
kaunain kaa suraaG bhii batn-e-suKHan me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
ye jism TuuT ke hisso.n me.n baTne vaalaa hai
phir is pe apnii rivaayaat kuchh nahii.n hogaa
Najmus Saqib
Ghazal
ye kaise dard hai.n jo rah ga.e hai.n baTne se
ye kaisii guu.nj hai kuchh bhii nahii.n milaa mujh ko
Manmohan Talkh
Ghazal
Tauqeer Zaidi
Ghazal
qadam kisii kii na Thahrii jab aab-o-daana uThaa
guhar se batn-e-sadaf me.n qayaam ho na sakaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
parvarish hotii hai bachche kii ye us kii shaan hai
kis ne dekhaa batn-e-maadar me.n Gizaa dete hu.e
Mohammad Habeeb Habeeb
Ghazal
balaa se taaj me.n chamke ki KHaak me.n mil jaa.e
guhar to batn-e-sadaf se nikalnaa chaahtaa hai