SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa-muravvat"
Ghazal MATCHES FOR "baa-muravvat"
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
muqaabil be-muravvat aa.ina hone nahii.n detaa
ko.ii ab KHud se apnaa saamnaa hone nahii.n detaa
Mohammad Aazam
Ghazal
ye bole jo un ko kahaa be-muravvat
mai.n kyaa tum se bhii huu.n sivaa be-muravvat
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
be-muravvat bevafaa naa-mehrbaa.n naa-aashnaa
jis ke ye ausaaf ko.ii us se ho kyaa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
be-muravvat bevafaa begaana-e-dil aap hai.n
aap maane.n yaa na maane.n mere qaatil aap hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
udhar vo be-muravvat bevafaa be-rahm qaatil hai
idhar be-sabr-o-be-taskiin-o-be-taaqat miraa dil hai
Waliullah Muhib
Ghazal
lutf be-baak mulaaqaat kaa mushkil se uThaa
ek parda thaa bil-aaKHir jo muqaabil se uThaa
Mani Nagpuri
Ghazal
be-muravvat hai.n to vaapas hii uThaa le shab-o-roz
mujh ko bhaate nahii.n ye tere niraale shab-o-roz
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
ab ko.ii baat mulaaqaat pe mat chho.Diyegaa
haal kah diijegaa haalaat pe mat chho.Diyegaa
Ejaz Haidar
Ghazal
kyaa be-muravvatii kaa shikva gila kisii se
KHud ham ne kab vafaa kii apne sivaa kisii se
Anwar Shuoor
Ghazal
jab tak ki dil na laagaa un be-muravvato.n se
ayyaam apne guzre kyaa kyaa faraaGato.n se