SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa-vaqaar"
Ghazal MATCHES FOR "baa-vaqaar"
Ghazal
diivaan-e-be-nuqat se hai teraa 'vaqaar-hilm'
kahtii hai ahl-e-fan se ye gauhar-ba-kaf havaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
maa.il-ba-lutf kaash vo jaan-e-Gazal bhii ho
jis ke liye 'vaqaar' Gazal kah rahaa huu.n mai.n
Waqar Manvi
Ghazal
mai.n u.D chaltaa ba-ra.ng-e-saut-e-naaquus
'vaqaar' us but ne bulvaayaa to hotaa
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
jahaan-e-'ishq me.n vo baa-vaqaar ho ke chale
jo kuu-e-yaar me.n sajda-guzaar ho ke chale
Charkh Chinioti
Ghazal
baa-vaqaar lahje me.n pur-asar kahaa jaa.e
dil kaa haal kuchh bhii ho muKHtasar kahaa jaa.e
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
ab shahr me.n kahaa.n rahe vo baa-vaqaar log
mil kar KHud apne-aap se hai.n sharmsaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai dost muGtanim hai.n vo muraadaan-e-baa-vaqaar
usrat me.n bhii jo aan pe apnii a.De rahe
Wasif Dehlvi
Ghazal
aate the us zabaan pe bas lafz-e-baa-vaqaar
vo mo'tabar zabaan thii miiThii chhurii na thii
Abid Kazmi
Ghazal
dil-nashii.n muKHtasar saliis aasaa.n
shaa.erii baa-vaqaar kartaa huu.n