SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa-vaqaar"
Nazm MATCHES FOR "baa-vaqaar"
Nazm
kifayat shiari
jo chaahte ho ki tum baa-vaqaar ban ke raho
to zindagii me.n kifaayat shi.aar ban ke raho
Abdul Ahad Saaz
Nazm
wo
kis qadar pairaaya parvar aur kitnii saada-kaar
kis qadar sanjiida o KHaamosh kitnii baa-vaqaar
Jaun Eliya
Nazm
talwar aur qalam
aaj tak jo bhii hu.aa hai baa-vaqaar
thaa ko.ii jarnail yaa mazmuu.n-nigaar
Faiz Ludhianvi
Nazm
qasida kya hai
lafzo.n kii shaan-o-shaukat milegii yahaa.n
baa-vaqaar is kaa hotaa hai bachcho bayaa.n
Hafiz Karnataki
Nazm
ba-yaad-e-jigar
tujh se sher-o-adab kii azmat thii
har jagah tuu thaa baa-vaqaar jigar
Mustafa Rahi
Nazm
bidesi coat
na shaandaar hai ye aur na baa-vaqaar hai ye
kisii mare hu.e gore kii yaadgaar hai ye
Hilal Rizvi
Nazm
id
vatan ke maa'raz-e-har-farz-o-zimmedaarii me.n
shu.uur-e-ziist kaa aaGaaz-e-baa-vaqaar hai iid
Ram Parkash Rahi
Nazm
meri duniya
mai.n kahtaa huu.n duniyaa be-vaq.at be-maaya hai
aur ye meraa dukh sukh bhii kyaa
Mushaf Iqbal Tausifi
Nazm
qaum ki pukar
uTh ki miTaa jaataa hai qaum kaa saaraa vaqaar
daaman-e-izz-o-vaqaar