SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa.nTo"
Ghazal MATCHES FOR "baa.nTo"
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
jahaa.n me.n nafrate.n baa.nTo kisii kaa qatl karo
tumhaare vaaste kuchh bhii haraam tho.Dii hai
Zubair Ahmad Tanha Malik Rampuri
Ghazal
ye zindagii ye KHushii aur Gam bhii tum baa.nTo
tumhaare paas to vaise bhii kul KHudaa.ii hai
Ahmad Muneeb
Ghazal
Chaman Bhatnagar
Ghazal
Rasheed Qaisrani
Ghazal
ek taraf ho tum afsurda ek taraf ham aazurda
aur chaman ko baa.nTo yaaro aur karo diivaar buland
inaam Hanafi
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
pyaar baa.nTo ki tumhe.n pyaar mile badle me.n
varna be-kaif yuu.nhii ziist guzar jaa.egii
Hasrat Deobandi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
KHud ko mai.n baa.nT na Daaluu.n kahii.n daaman daaman
kar diyaa tuu ne agar mere havaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
hai.n zamaane me.n ajab chiiz mohabbat vaale
dard KHud bante hai.n KHud apnii davaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
bebasii bhii kabhii qurbat kaa sabab bantii hai
ro na paa.e.n to gale yaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh se qismat me.n mirii suurat-e-qufl-e-abjad
thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa