SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab"
Ghazal MATCHES FOR "baab"
Ghazal
harf-e-taaza na.ii KHushbuu me.n likhaa chaahtaa hai
baab ik aur mohabbat kaa khulaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
kal ke liye kar aaj na KHissat sharaab me.n
ye suu-e-zan hai saaqi-e-kausar ke baab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vafaa ke baab me.n ilzaam-e-aashiqii na liyaa
ki terii baat kii aur teraa naam bhii na liyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jasta jasta pa.Dh liyaa karnaa mazaamiin-e-vafaa
par kitaab-e-ishq kaa har baab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii harf me.n kisii baab me.n nahii.n aa.egaa
tiraa zikr merii kitaab me.n nahii.n aa.egaa
Noshi Gilani
Ghazal
raste kaa intiKHaab zaruurii saa ho gayaa
ab iKHtitaam-e-baab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
khultaa nahii.n ki ham me.n KHizaa.n-diida kaun hai
aasuudgii ke baab me.n ranjiida kaun hai
Azm Bahzad
Ghazal
vafaa ke baab me.n apnaa misaaliyaa ho jaa.uu.n
tire firaaq se pahle hii mai.n judaa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Ghazal
hamaare dil pe jo zaKHmo.n kaa baab likkhaa hai
isii me.n vaqt kaa saaraa hisaab likkhaa hai
Manzar Bhopali
Ghazal
aa.nkho.n ke band baab liye bhaagte rahe
ba.Dhte hu.e itaab liye bhaagte rahe
Aashufta Changezi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shab-e-visaal me.n duurii kaa KHvaab kyuu.n aayaa
kamaal-e-fat.h me.n ye Dar kaa baab kyuu.n aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
jin KHvaahisho.n ko dekhtii rahtii thii KHvaab me.n
ab likh rahii huu.n un ko haqiiqat ke baab me.n
Fatima Hasan
Ghazal
zindagaanii kaa ko.ii baab samajh lo la.Dkii
bhuul hii jaa.o mujhe KHvaab samajh lo la.Dkii