SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab-e-iram"
Ghazal MATCHES FOR "baab-e-iram"
Ghazal
jaa.n burii mushkil bhii ham ko ai 'iram'
vo bachaa lete to kuchh mushkil na thaa
Iram Lakhnavi
Ghazal
uf ye ma.aal-e-justajuu ba.ad-e-kamaal-e-justajuu
pahu.nche vahii jagah kahne lagii yahaa.n kahaa.n
Iram Lakhnavi
Ghazal
kitne pahaa.D raah-e-vafaa me.n kaTe 'iram'
kitne abhii hai.n aur musiibat ke saamne
Iram Lakhnavi
Ghazal
sa.i hai bekaar aa.o baiTh kar ro.e.n 'iram'
paa-e-shal uThte nahii.n aur duur hai manzil abhii
Iram Lakhnavi
Ghazal
Erum Zehra
Ghazal
jo apne dil se 'iram' ko nikaal baiThaa hai
ham us ke saamne hijr-o-visaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
'iram' par dhuup kaa ehsaas Gaalib aa nahii.n saktaa
mire sar par abhii tak saaya-e-diivaar zinda hai
Erum Zehra
Ghazal
Erum Zehra
Ghazal
Shiv Narayan Aaram
Ghazal
harf-e-inkaar hai kyuu.n naar-e-jahannam kaa haliif
sirf iqraar pe kyuu.n baab-e-iram khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
qabr me.n so.e.nge aaraam se ab ba.ad-e-fanaa
aa.egaa KHvaab-e-adam diida-e-bedaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
lab pe aate hai.n bahut zauq-e-safar ke naGme
aur har gaam pe aaraam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
KHushii se shauq se baar-e-alam uThaanaa hai
musiibato.n me.n bhii rah rah ke muskuraanaa hai
Manzar Rivandhavi
Ghazal
ek sannaaTaa saa aalam me.n thaa lekin mai.n ne
fat.h baab-e-asar-e-naala-o-faryaad kiyaa