SEARCH RESULTS
Showing search results for "baakar"
Ghazal MATCHES FOR "baakar"
Ghazal
tum aa.e ho na shab-e-intizaar guzrii hai
talaash me.n hai sahar baar baar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
charaaG-e-hasrat-o-armaa.n bujhaa ke baiThe hai.n
har ek tarh se KHud ko jalaa ke baiThe hai.n
Baqar Mehdi
Ghazal
le ke faqiirii aas lagaa.ii duniyaa se
'baaqar' pyaare tuu bhii sag-e-duniyaa niklaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
dil mudda.ii o diida banaa mudda.aa-alaih
nazzaare kaa muqaddama phir ruu-ba-kaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ek tuufaa.n kii tarah kab se kinaara-kash hai
phir bhii 'baaqar' mirii nazro.n me.n bharam hai us kaa
Baqar Mehdi
Ghazal
vo bahut soche.n ta.Dap uTThii.n magar ai 'baaqir'
yaad aa.ii.n to na aa.ii.n ye tumhaarii baate.n
Baqar Mehdi
Ghazal
ishq hai ishq ba-har-haal numuu paa.egaa
ya.anii jalte hu.e bhii aur pighalte hu.e bhii
Pirzada Qasim
Ghazal
dard-e-dil aaj bhii hai josh-e-vafaa aaj bhii hai
zaKHm khaane kaa mohabbat me.n mazaa aaj bhii hai
Baqar Mehdi
Ghazal
'baaqar' jo bhaTaktaa hai ma.aanii ke safar me.n
ho suurat-e-zebaa to aTaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
kisii pe ko.ii bharosa kare to kaise kare
ki aa.n.su.o.n ke sivaa aur ko.ii kyaa degaa
Baqar Mehdi
Ghazal
hazaar chaahaa lagaa.e.n kisii se dil lekin
bichha.D ke tujh se tire shahr me.n rahaa na gayaa
Baqar Mehdi
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
dar-ba-dar phirte rahe KHaak u.Daate guzrii
vahshat-e-dil tire kyaa aur bhii ehsaa.n ho.nge
Baqar Mehdi
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
ab KHaanumaa.n-KHaraab kii manzil yahaa.n nahii.n
kahne ko aashiyaa.n hai magar aashiyaa.n nahii.n
Baqar Mehdi
Ghazal
KHabar sunegaa mirii maut kii to KHush hogaa
ki ab to jaa ke divaane ko chain aa.egaa