SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaraan-e-rahmat"
Ghazal MATCHES FOR "baaraan-e-rahmat"
Ghazal
ye kis maqaam pe ham aa ga.e hai.n ai 'rahmat'
na zindagii kii KHushii hai na maut kaa Gam hai
Rahmat Amrohvi
Ghazal
Rahmat Amrohvi
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
ham ko to ai KHudaa tirii rahmat pe naaz hai
isyaa.n kare.nge ham kabhii tauba kare.nge ham
Rahmat Amrohvi
Ghazal
'rahmat' charaaG-e-KHaana-e-darvesh hai hayaat
yaa-rab! ko.ii to chaa.nd saa chehra dikhaa.ii de
Rahmat Qarni
Ghazal
'rahmat' jahaa.n ham aaj hai.n kal bhii vahii.n pe the
kahne ko yuu.n uruuj-e-vatan kah diyaa gayaa
Rahmat Amrohvi
Ghazal
barastaa hai me.nh mai.n tarastaa huu.n mai ko
Gazab hai ye baaraan-e-rahmat nahii.n hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
roltaa motii jo kartaa kisht-kaarii KHair kii
hun barastaa mai.n agar baaraan-e-rahmat maa.ngtaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vo dekh sar pe chaadar-e-rahmat hai zau-fagan
chhaa.ii hai mai-kade pe ridaa-e-sahaab laa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
Nasira Zuberi
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
dekhtaa rahtaa hai hasrat se zamii.n ko aasmaa.n
mamba.a-e-anvaar-e-rahmat hai Thikaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
shaad ho kar dekhte ho tum hame.n
yuu.n nuzuul-e-abr-e-rahmat ho gayaa