SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaraan-e-rahmat"
Nazm MATCHES FOR "baaraan-e-rahmat"
Nazm
KHushk-sali
jab ye aalam hai to baarish kii shikaayat kis liye
be-mahal ye hasrat-e-baaraan-e-rahmat kis liye
Josh Malihabadi
Nazm
mulk ki mohabbat
jise mulk se apne ulfat nahii.n hai
vo dil qaabil-e-afv-o-rahmat nahii.n hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
id
KHataa par KHataa mai.n ne kii ye samajh kar
KHataavaar ho.nge sazaa-vaar-e-rahmat
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
hai jannat apne paa.nv tale
aur saaya-e-rahmat sar par hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
be-yaqini ka sahra
nuur aisaa ki jis se munavvar ho dil
abr-e-rahmat yaqii.n kaa
Aarif Akhtar Naqvi
Nazm
parwin-shakir
lipTii hu.ii KHaak kii hai KHushbuu
aur saaya-fagan sahaab-e-rahmat
Ali Sardar Jafri
Nazm
miTTi
jahaa.n me.n baa.is-e-rahmat hai miTTii
ki insaano.n ne is se ghar banaayaa
Akhtar Bastavi
Nazm
miTTi
jahaa.n me.n baa.is-e-rahmat hai miTTii
ki insaano.n ne is se ghar banaayaa
Akhtar Bastavi
Nazm
TuTe hue tare
saman-baraan-e-falak ne sharar ko dekh liyaa
zamiin vaalo.n ke dil ko nazar ko dekh liyaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
waqt ek mahbub hai
to phir us kii inaayat kaa tasalsul kam nahii.n hotaa
musalsal abr-e-rahmat kii tarah
Salman Basit
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
betaab hai.n alam se be-KHvaab ranj-o-Gam se
kyaa puuchhtii ho ham se ai dil-baraan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
ganga
vo din bhii hogaa ho.nge jab ham Gariiq-e-rahmat
aur terii nazr ho.ngii ye haDDiyaa.n hamaarii
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHushi ka lamhati tassur
mere bachcho.n pe rahe saaya-e-rahmat 'mumtaaz'
hai du.aa ab ye hii ashko.n kii zabaanii merii
Mumtaz Siddiqi
Nazm
KHwab-e-sahar
hukmaraa.n dil par rahe sadiyo.n talak asnaam bhii
abr-e-rahmat ban ke chhaayaa dahr par islaam bhii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
man ka haq
merii ne.amat merii daulat hai vahii ik mehrbaa.n
baa.is-e-rahmat hai vo mere liye jannat-nishaa.n