SEARCH RESULTS
Showing search results for "baat-chiit"
Ghazal MATCHES FOR "baat-chiit"
Ghazal
pe.Do.n se baat-chiit zaraa kar rahe hai.n ham
naadiida dosto.n kaa pataa kar rahe hai.n ham
Zulfiqar Aadil
Ghazal
chho.Do ye baat-chiit bhii kis kaa hai kyaa hu.aa
achchhaa hu.aa hai yaar jo achchhaa buraa hu.aa
Azbar Safeer
Ghazal
baat-chiit me.n jis kii ravaanii masal hu.ii
ek naam lete me.n kuchh ruk saa jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
saaraa chaman ujaa.D ke baiThe hai.n 'andaliib'
kyaa baat-chiit kiijiye ab maaliyo.n ke saath
Shampa Andalib
Ghazal
kuchh zabaa.n nahii.n khultii kaifiyat vo taarii hai
KHaamushii ke lahje me.n baat-chiit jaarii hai
Kazim Rizvi
Ghazal
baat-chiit yaaro.n se pul-siraat par chalnaa
lafz miltaa rahtaa hai bazm ho dukaa.n jaise
Masood Qureshi
Ghazal
thaa us kii baat-chiit me.n kaisaa ye baa.nkpan
aa.iina saaf thaa magar aazar lagaa mujhe
Rizwan Gunauri
Ghazal
jab se milii hai daulat aadaab bhuul baiThe
ab baat-chiit ke bhii lahje badal ga.e hai.n
Akhtar Azad
Ghazal
guu.ngaa hai kar rahaa hai ishaaro.n me.n baat-chiit
'saabir' ko kis binaa pe suKHanvar kahaa gayaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
ham se mile.n to dil ko sa.nhaalaa kare.n janaab
ham log baat-chiit se karte hai.n zer dil
Rashida Maheen Malik
Ghazal
vo ik kalii ne chaTak kar chaman ko samjhaa dii
jo baat-chiit sitaaro.n se saarii raat rahii
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
aa.nkho.n ko baat-chiit ke aadaab de ke ham
guu.ngii zabaa.n se dil kii hikaayat sunaa ga.e
Nadim Balkhi
Ghazal
vo baat-chiit 'ishq pe kartaa to hai magar
kahne kii baat aur hai karne kii baat aur
Muneer Anjum
Ghazal
mauqa agar milaa hai to laazim hai baat-chiit
tum naav se kalaam karo mai.n bha.nvar ke saath
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
aa.nkho.n kii baat-chiit me.n pa.Dnaa ye soch kar
nazro.n ke len-den me.n dil kaa ziyaan hai
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
zabaan merii hai alfaaz hai.n mire lekin
hai baat-chiit kaa lab-o-labaab us kii taraf