SEARCH RESULTS
Showing search results for "baavajuud"
Ghazal MATCHES FOR "baavajuud"
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
har tarah kii be-sar-o-saamaaniyo.n ke baavajuud
aaj vo aayaa to mujh ko apnaa ghar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai dost ham ne tark-e-mohabbat ke baavajuud
mahsuus kii hai terii zaruurat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
paayaa hai sab ne dil magar is dil ke baavajuud
ik shai milii hai dil me.n khaTaktii hu.ii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
koshish ke baavajuud ye ilzaam rah gayaa
har kaam me.n hamesha ko.ii kaam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
dekhaa mujhe to tark-e-ta.alluq ke baavajuud
vo muskuraa diyaa ye hunar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
us se mile to zom-e-takallum ke baavajuud
jo soch kar ga.e vahii aksar nahii.n kahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
yaksuu bhii lag rahaa huu.n bikharne ke baavajuud
puurii tarah maraa nahii.n marne ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
ulTii to thii naqaab kisii ne magar 'shakeb'
da.avo.n ke baavajuud nazaara na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
aa.nkho.n ne us ko dekhaa nahii.n is ke baavajuud
dil us kii yaad se kabhii Gaafil nahii.n rahaa
Adil Mansuri
Ghazal
kyaa baat hai ki tark-e-ta.alluq ke baavajuud
ham ne tumhaaraa naam liyaa hai kabhii kabhii
Raaz Layalpuri
Ghazal
dekho to kuchh ziyaa.n nahii.n khone ke baavajuud
hotaa hai ab bhii ishq na hone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
koshish ke baavajuud bhii saakin nahii.n rahaa
kuchh din mai.n saamne rahaa kuchh din nahii.n rahaa
Khurram Afaq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Guncha taa shaguftan-haa barg-e-aafiyat maa'luum
baa-vajuud-e-dil-jam.ii KHvaab-e-gul pareshaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aql-e-ma.aash o hikmat-e-duniyaa ke baavajuud
ham ko aziiz ishq kaa diivaana-pan bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aasmaano.n ke sitam sahtii hai.n is ke baavajuud
sab zamiine.n chaahtii hai.n aasmaa.n ko.ii to ho