SEARCH RESULTS
Showing search results for "baavarchii"
Ghazal MATCHES FOR "baavarchii"
Ghazal
agar KHudaa ne banaane kaa iKHtiyaar diyaa
alam banaa.uu.ngaa barchhii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
huuk uThtii hai agar zabt-e-fuGaa.n kartaa huu.n
saa.ns ruktii hai to barchhii kii anii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
aah-e-sahar kii merii barchhii ke vasvase se
KHurshiid ke mu.nh uupar aksar sipar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
pachhtaataa huu.n ki aa.nkh abas tum se la.D ga.ii
barchhii hamaare haq me.n tumhaarii nazar hu.ii
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
vo jis pisar ke jigar me.n utar ga.ii barchhii
usii pisar ko javaa.n dekhne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
palke.n to chhede thii.n dil maare thii barchhii-nigaah
abruu ne us par se ek teG ja.Dii aur bhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
nigah kaa vaar thaa dil par pha.Dakne jaan lagii
chalii thii barchhii kisii par kisii ke aan lagii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
marham tire visaal kaa laazim hai ai sanam
dil me.n lagii hai hijr kii barchhii kii huul aaj
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
guzraa mai.n us suluuk se dekhaa na kar mujhe
barchhii sii laag jaa hai jigar me.n tirii nigaah
Meer Taqi Meer
Ghazal
Pandit Chandr Bhan Barahman
Ghazal
dil par sitam hazaar kare bevafaa ke lab
barchhii kabhii kaTaar lage dilrubaa ke lab
Shamshad shaad
Ghazal
barchhii kii tarah dil me.n khaTaktii hai.n adaa.e.n
andaaz jo qaatil dam-e-raftaar hai teraa