SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachii"
Ghazal MATCHES FOR "bachii"
Ghazal
du.aa.e.n loriyaa.n maa.o.n ke paas chho.D aa.e
bas ek nii.nd bachii hai KHariid laa.e.nge
Aashufta Changezi
Ghazal
bas ek jaan bachii hai so tujh pe vaare.nge
ham ek jang tujhe jiitne me.n haare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
yuu.n to bachii bachii sii uThii vo nigaah-e-naaz
duniyaa-e-dil me.n ho hii ga.ii ko.ii vaardaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aisaa bhii kyaa itaab ki saaqii bachii-kuchhii
aaKHir me.n kuchh bhii ham ko inaayat na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
mataa-e-dil hii bachii thii bas ik zamaane se
so ham ise bhii tirii anjuman me.n haar aa.e
Mustafa Zaidi
Ghazal
ham to rusvaa the magar un kii nazar bhii na bachii
ham pe aa.e hu.e ilzaam kahaa.n tak pahu.nche
Qateel Shifai
Ghazal
chand logo.n ne mohabbat kaa u.Daayaa thaa mazaaq
ab mohabbat hii bachii hai na nibhaane vaale
Irfan Abid
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
bas ek shaam bachii thii tumhaare hisse kii
magar vo shaam bhii yaaro.n me.n baa.nT dii mai.n ne
Kashif Husain Ghair
Ghazal
ab darmiyaa.n ko.ii bhii shikaayat nahii.n bachii
ya.anii qariib aane kii suurat nahii.n bachii
Aks samastipuri
Ghazal
usii ke dam pe to ye dostii bachii hu.ii thii
hamaare biich me.n jo ham-sarii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
Pallav Mishra
Ghazal
sab se pahle to siyaahii mirii qismat ko milii
jo bachii thii vo tirii zulf-e-dotaa ne le lii
Muztar Khairabadi
Ghazal
mai.n sau.np duu.n use in.aam me.n bachii saa.nse.n
mire vajuud ke malbe se jo nikaale mujhe