SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachne"
Ghazal MATCHES FOR "bachne"
Ghazal
tirii nigaah se bachne me.n umr guzrii hai
utar gayaa rag-e-jaa.n me.n ye neshtar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bisaat-e-ishq pe ba.Dhnaa kise nahii.n aataa
ye aur baat ki bachne ke ghar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
sabhii kaa dhuup se bachne ko sar nahii.n hotaa
har aadmii ke muqaddar me.n ghar nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ko.ii bachne kaa nahii.n sab kaa pataa jaantii hai
kis taraf aag lagaanaa hai havaa jaantii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
sab ko bachaa.o KHud bhii bacho faasla rakho
ab aur kuchh karo na karo faasla rakho
Jawad Sheikh
Ghazal
raat-bhar KHvaab me.n jalnaa bhii ik biimaarii hai
ishq kii aag se bachne me.n samajhdaarii hai
Amit Sharma Meet
Ghazal
kis tarah nikal bhaaguu.n mai.n ab aa.nkh bachaa kar
sad chashm se yaa.n hai nigaraa.n daam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
mujh ko sailaab se bachne kii du.aa de kar vo
aa.nsu.o.n ko mirii taqdiir banaa detaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
mai.n bhii zanjiir nahii.n hotaa kisii vahshat se
vo bhii tanhaa.ii se bachne kii du.aa jaantaa hai
Aurang zeb
Ghazal
aa.e hai.n phuul dhuup se bachne mirii taraf
meraa hii dil hai chaa.nd jahaa.n mehmaa.n hu.e
Salam Machhli shahri
Ghazal
ye bhii mumkin hai ki ham haar se bachne ke liye
apne dushman ke kisii vaar me.n hissa kar aa.e.n
Shariq Kaifi
Ghazal
sach bol ke bachne kii rivaayat nahii.n ko.ii
aur mujh ko shahaadat kii zaruurat nahii.n ko.ii
Asad Badayuni
Ghazal
tuufaa.n se bachne vaale bahut shaadmaa.n na ho
kashtii pe phaT pa.Daa hai kinaaraa kabhii kabhii
Manzar Lakhnavi
Ghazal
kuchh sitaaro.n kaa garebaa.n nahii.n bachne vaalaa
haath ye meraa agar suu-e-samaavaat ba.Dhe
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
zehn kaa kyaa hai ki bachne ke bahaane Dhuu.nDe
dil to jaa.nbaaz hai, mansuur bhii ho saktaa hai