SEARCH RESULTS
Showing search results for "badhaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "badhaa.ii"
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zabt ijaazat nahii.n hame.n
ro paa rahe hai.n aap badhaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ai kaash is maqaam pe pahu.nchaa de us kaa pyaar
vo kaamyaab hone pe mujh ko badhaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
qadam qadam mirii himmat ba.Dhaa.ii jaatii hai
nafas nafas tirii aahaT sii paa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHat likhte likhte 'miir' ne daftar kiye ravaa.n
ifraat-e-ishtiyaaq ne aaKHir ba.Dhaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa tire sang zaraa pe.ng ba.Dhaa.ii jaa.e
zindagii baiTh tujhe chaa.e pilaa.ii jaa.e
Shamim Abbas
Ghazal
dil ko mai.n qaid-e-qafas se to bachaa le aayaa
kab use qaid-e-nasheman se rihaa.ii duu.ngaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
mire qissa-go ne kahaa.n kahaa.n se ba.Dhaa.ii baat
mujhe daastaa.n kaa siraa milaa to KHabar hu.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
dil me.n kyaa kyaa havas-e-diid ba.Dhaa.ii na ga.ii
ruu-ba-ruu un ke magar aa.nkh uThaa.ii na ga.ii
Hasrat Mohani
Ghazal
Naqsh Layalpuri
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
kuchh mire ilm ne bhii mujh ko faziilat baKHshii
fan se nisbat ne bhii tauqiir ba.Dhaa.ii merii
Bashir Saifi
Ghazal
dono.n ne ba.Dhaa.ii raunaq-e-husn
shoKHii ne kabhii kabhii hayaa ne