SEARCH RESULTS
Showing search results for "badnaam"
Ghazal MATCHES FOR "badnaam"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mujh pe hai.n saik.Do.n ilzaam mire saath na chal
tuu bhii ho jaa.egaa badnaam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
ab kisii lailaa ko bhii iqraar-e-mahbuubii nahii.n
in dino.n badnaam hai har ek diivaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jab zulf kii kaalak me.n ghul jaa.e ko.ii raahii
badnaam sahii lekin gumnaam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
sho.abda-gar bhii pahante hai.n KHatiibo.n kaa libaas
boltaa jahl hai bad-naam KHirad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
bhar bhar nazre.n dekhe.n tujh ko aate-jaate log
dekh tujhe badnaam na kar de ye hirnii sii chaal
Qateel Shifai
Ghazal
dekh mai.n ho gayaa badnaam kitaabo.n kii tarah
merii tash.hiir na kar ab to jalaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
hogaa ko.ii aisaa bhii ki 'Gaalib' ko na jaane
shaa.ir to vo achchhaa hai pa badnaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaane ko taktii hai.n tire shahr kii galiyaa.n
niklaa to idhar lauT ke bad-naam na aayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
badnaam hai.n sadiyo.n se hii kaa.nTo.n kii vajah se
aadat se magar aaj bhii kiikar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
badnaam kiyaa laakh tujhe KHud-Garazo.n ne
phir bhii tirii duniyaa ko zaruurat hai mohabbat