SEARCH RESULTS
Showing search results for "baghaar"
Ghazal MATCHES FOR "baghaar"
Ghazal
vaa.iz na mai-kade me.n sheKHii baghaar aa kar
saaqii alag rahegaa mai-KHvaar dekh le.nge
Qadr Bilgrami
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
bantii thii pahle sabzii ghii kaa baghaar de kar
sabzii se ban rahe hai.n ab Dabbe roz ghii ke
Nasreen Naqqash
Ghazal
jo is tarah se mai.n KHud ko pachhaa.D letaa huu.n
banaa banaayaa ta'alluq bigaa.D letaa huu.n
Babar Ali Asad
Ghazal
Sabahat Urooj
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
tire Guruur kaa huliya bigaa.D Daaluu.ngaa
mai.n aaj teraa garebaan phaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
aayaa jo dekhne tire husn-o-jamaal ko
pak.Daa gayaa vo 'ishq kii begaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham jii rahe hai.n ko.ii bahaana kiye baGair
us ke baGair us kii tamannaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
zaraa sii baat pe dil se bigaa.D aayaa huu.n
banaa banaayaa hu.aa ghar ujaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
to merii aadat se merii fitrat hii ho chalaa hai
abhii bhii kahtaa huu.n mujh ko tuu na bigaa.D aise
Amir Ameer
Ghazal
baGair us ke ab aaraam bhii nahii.n aataa
vo shaKHs jis kaa mujhe naam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
karte hai.n mohabbat to aataa hai nibhaanaa bhii
ham sirf mohabbat me.n begaar nahii.n karte
Irfan Abid
Ghazal
naala bulbul kaa jo suntaa hai to khil uThtaa hai gul
ishq ko muft kii begaar na samjhaa jaa.e
Saleem Ahmed
Ghazal
sar-e-shoriida kujaa ishq kii begaar kujaa
magar allaah re dil aap ke diivaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
visaal o hijr ke phal duusro.n ko us ne baKHshe
mujhe to rone kii begaar par rakkhaa hu.aa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
na dair hii ko samjhuu.n huu.n na ka.aba ye tiraa
phirtaa hai ishtiyaaq liye ghar-ba-ghar mujhe