SEARCH RESULTS
Showing search results for "baghaar"
Nazm MATCHES FOR "baghaar"
Nazm
guftugu
mai.n ne kahaa ki pyaaz kaa lahsan kaa kyaa kare.n
kahne lage baghaar me.n ziira liyaa kare.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
jashn-e-azadi
bas ek rang ko gar ziyaada mahatv de.nge
to desh kaa santulan bigaa.D le.nge
Sachin Dev Verma
Nazm
nind pyari nind
aur ab KHush huu.n chalo fursat milii is muft kii begaar se
kyaa bataa.uu.n mere andar se us dam
Khalil Ur Rahman Azmi
Nazm
itna malum hai!
jaan-e-mahfil hai magar aaj faqat mere baGair
haa.e kis darja vahii bazm me.n tanhaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
masjid-e-qurtuba
naqsh hai.n sab naa-tamaam KHuun-e-jigar ke baGair
naGma hai saudaa-e-KHaam KHuun-e-jigar ke baGair
Allama Iqbal
Nazm
wo pal
ye dard-e-laa-davaa dil me.n jagaayaa kis liye tuu ne
KHirad idraak aql-o-fahm sab begaar ho.n jaise
Salman Ansari
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
ishq mahi baghair aab
silsila duur tak saraab kaa hai
ishq maahii baGair aab kaa hai
Khursheed Akbar
Nazm
gujraat ki raat
aaj qismat se nazar aa.ii hai barsaat kii raat
kyaa biga.D jaa.egaa rah jaa.o yahii.n raat kii raat
Akhtar Shirani
Nazm
walid sahab ke nam
mire baGair hai.n sab KHvaab us ke viiraa.n se
ye baat sach hai miraa baap kam nahii.n maa.n se
Tahir Shaheer
Nazm
muflisi
muflis baGair Gam ke hii kartaa hai haa.e haa.e
mar jaave gar ko.ii to kahaa.n se use uThaa.e