SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaa.uu.n"
Ghazal MATCHES FOR "bahaa.uu.n"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
muubaaf hai kinaare kaa zulf-e-nigaar me.n
yaa barf kaundtii hai ye abr-e-bahaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
jab ko.ii Gam hii na ho ashk bahaa.uu.n kaise
KHud ko duniyaa kii adaakaarii sikhaa.uu.n kaise
Jigar Jalandhari
Ghazal
Arif Hasan Khan
Ghazal
Ahmad Shahryar
Ghazal
Asar Lakhnavi
Ghazal
saaraa din is uljhan hii me.n biit gayaa
kaise apnaa dil bahlaa.uu.n shaam ga.e
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ek aa.nsuu na bahaa.uu.n Gam-e-duniyaa ke liye
Gam-e-jaanaa.n ke liye hai.n mire saare aa.nsuu
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
naala girya kii madad kartaa nahii.n
ashk ke naale bahaa.uu.n kis tarah
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Aqeel Shatir Ansari
Ghazal
kyaa ashk kisii TuuTte taare pe bahaa.uu.n
KHud apnaa hii anjaam 'falak' pesh-e-nazar hai
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
Aftab Ranjha
Ghazal
kyo.n na barbaadii-e-gulshan pe bahaa.uu.n aa.nsuu
jis ko shaadaabii lahuu dil kaa jalaane se milii
Ajmal Abullais
Ghazal
mere rone par lagii hai.n bandishe.n
aa.nkh se aa.nsuu bahaa.uu.n kis tarah