SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaar-e-KHaak-aasuuda"
Ghazal MATCHES FOR "bahaar-e-KHaak-aasuuda"
Ghazal
baiThii huu.n umiido.n pe 'bahaar' aa.egii shaayad
yuu.n aas-jaziire ko tah-e-KHaak na karnaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
kahte hai.n bahaar aa.ii kyaa KHaak bahaar aa.ii
naqshe hai.n vahii ab bhii afsurdagi-e-dil ke
Sahir Sunami
Ghazal
vajuud-e-KHaak se baahar nikaal degaa vo
mujhe bhii apne saraape me.n Dhaal degaa vo
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
KHaak-basta hai.n tah-e-KHaak se baahar na hu.e
jism apne kabhii poshaak se baahar na hu.e
Salim Shuja Ansari
Ghazal
baaham suluuk-e-KHaas kaa ik silsila bhii hai
vo kaun saath saath hai lekin judaa bhii hai
Raj Narayan Raaz
Ghazal
ab tak KHizaa.n-rasiida hai sub.h-e-bahaar-e-nau
aasuuda-e-bahaar-e-gulistaa.n abhii nahii.n
Bashir Farooq
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
bahaar-e-ashk hu.e us galii me.n rusvaa ham
milaa.e KHaak me.n motii sii aabruu aa.e
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
bajaa.e shabnam-e-taaza gulo.n pe KHaak na ho
bahaar aa.e magar ko.ii siina chaak na ho
Abdullla Khan Manzar Talbi
Ghazal
havaa ke vaaste kholii.n thii.n khi.Dkiyaa.n ghar kii
magar ye kyaa ki chalii aa.ii KHaak baahar kii
Kavish Jazbati
Ghazal
bahaar aa.e na aa.e magar lahuu ne mire
chaman kii KHaak ko ik e'tibaar de to diyaa
Jameel Mazhari
Ghazal
ik harf mere kaan me.n kahtaa hai raat-din
mujh ko kitaab-e-KHaak se baahar nikaaliye
Nazeer Qaisar
Ghazal
samjhe.n vo kyaa ki hai.n kis haal me.n aasuuda-e-KHaak
jo sar-e-gor-e-Gariibaa.n kabhii aa.e na ga.e
Rasheed Rampuri
Ghazal
bahaar aa.ii to aa.nkho.n me.n KHaak u.Dne lagii
na ko.ii phuul khilaa aur na rang o buu raushan
Sultan Akhtar
Ghazal
kaifiyat-e-bahaar jo yaad aa.ii zer-e-KHaak
daaG-e-junuu.n se apnii tabii.at bahal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
jo tum nahii.n to bahaar-e-jinaa.n me.n KHaak nahii.n
bahut vasii.a hai daamaan-e-aarzuu meraa
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
mar kar bhii tah-e-KHaak na aasuuda hu.e aah
ai ishq na the ham tire anjaam se vaaqif