SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahishtii"
Ghazal MATCHES FOR "bahishtii"
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tubaa-e-bahishtii hai tumhaaraa qad-e-ra.anaa
ham kyuu.nkar kahe.n sarv-e-iram kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ye huur-e-bahishtii kii taraf se hai bulaavaa
labbaik ki maqtal kaa silaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
bahishtii baaG kii sab titliyaa.n hai.n par-buriida
shikasta rang taa-hadd-e-nazar afsos kaa hai
Khurshid Talab
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hai.n tujhe dekh ke huuraan-e-bahishtii betaab
yaa tire kushta-e-andaaza-o-adaa ko dekhaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
ham-KHvaaba agar hove mirii huur-e-bahishtii
iidhar se udhar ko kabhii pahluu na karuu.n mai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Hafiz Karnataki
Ghazal
jaa.n-kanii husn-parasto.n ko giraa.n kyaa guzre
bhes me.n huur-e-bahishtii ke qazaa aatii hai
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
Hafiz Karnataki
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Ustad Rampuri
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
chaar ke kaa.ndhe pe bolii ye bahishtii biibii
paa.nv bhii ghar se jo niklaa to ba-mushkil apnaa
Shaida Allahabadi
Ghazal
Miskeen Shah
Ghazal
mashkiize me.n hastii ke bhartaa huu.n 'azaab
naam bahishtii hai kaar-e-bad kartaa huu.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
ho.n jo huuraan-e-bahishtii to ko.ii baat kare.n
ham farishto.n kii tarah qalb-o-nazar rakhte hai.n