SEARCH RESULTS
Showing search results for "baiTh"
Ghazal MATCHES FOR "baiTh"
Ghazal
teraa chup rahnaa mire zehn me.n kyaa baiTh gayaa
itnii aavaaze.n tujhe dii.n ki galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
vo paas kyaa zaraa saa muskuraa ke baiTh gayaa
mai.n is mazaaq ko dil se lagaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
maa.n baiTh ke taktii thii jahaa.n se miraa rasta
miTTii ke haTaate hii KHazaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
chaa.ndnii dekh ke chehre ko chhupaane vaale
dhuup me.n baiTh ke ab baal sukhaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
ye kyaa hai ki ba.Dhte chalo ba.Dhte chalo aage
jab baiTh ke soche.nge to kuchh baat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Meeraji
Ghazal
hazaar pardo.n me.n KHud ko chhupaa ke baiTh magar
tujhe kabhii na kabhii be-naqaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
dhyaan me.n aa kar baiTh ga.e ho tum bhii naa.n
mujhe musalsal dekh rahe ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
yahaa.n kahaa.n tiraa sajjaada aa ke KHaak pe baiTh
ki ham faqiir tujhe boriyaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
nazar nahii.n to mire halqa-e-suKHan me.n na baiTh
ki nukta-haa-e-KHudii hai.n misaal-e-teG-e-asiil
Allama Iqbal
Ghazal
kitaab baab Gazal she'r bait lafz huruuf
KHafiif raqs se dil par ubhaare mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
apno.n ne taj diyaa hai to Gairo.n me.n jaa ke baiTh
ai KHaanumaa.n-KHaraab na tanhaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
hasrat-e-dil dekh aa.nkho.n me.n na baiTh
is qadar be-pardagii achchhii nahii.n